Jindagi ki daud mei udaan abhi baaki hai
Rah mei kai imtehan abhi baaki hai
Abhi to nikale hai ghar se bhar kadam humane
Rah mei kai imtehan abhi baaki hai
Abhi to nikale hai ghar se bhar kadam humane
Rah mei takarane ko kai toofan abhi baki hai
Lahoron mei uthane wala uffan abhi baki hai
Samundra ki gahrai ka anuman abhi baki hai
Fadfadte pankhon ka viram abhi baki hai
Yu to napane ko to sara aasman abhi baaki hai
Yu to napane ko to sara aasman abhi baaki hai
Iraadon mei hausale ki raftar abhi baki hai
Nigahon se khawabo ki pahchan abhi baki hai
Larjate labo pe aane ko muskan abhi baki hai
Dil mei uthati tarango ke jhajhabat abhi baki hai
Ladate hai khud se roj hum
Anshuon ko ankho mei chhupa
Najane jindagi ke kaun se raj abhi baki hai
Chalte ja rahe hai , jane kitane mod aane abhi baki hai.
really very nicenlines. sach me abhi to asali mukam pana baki hai.
जवाब देंहटाएं